TERA CHEHRA / JAAN MERI song full lyrics in english - Jubin Nautiyal,Tulsi Kumar Lyrics
TERA CHEHRA / JAAN MERI song full lyrics in english - Jubin Nautiyal,Tulsi Kumar Lyrics

Singer | Jubin Nautiyal,Tulsi Kumar |
Singer | Abhijit Vaghani |
Song Writer | Sameer |
Tu ijazat de agar
Tujhse thoda pyar main
Kar loon jaane jaan
Baith mere saamne
Haal-e-dil haal-e-nazar
Bhar loon jaane jaan
Dekho dekho ab karo na
Hum pe yoon sitam
Jaan meri ja rahi sanam
Aake bhar lo baazuon mein
Tumko hai kasam
Jaan meri ja rahi sanam
Jaan meri ja rahi sanam
Kya mohabbat hai
Kya nazara hai
Kal talak yeh dil tha mera Ab tumhara hai
Kya tamanna hai
Kya ishara hai
Humne to pal pal tadap ke
Pal ghuzara hai
Haan yeh zameen ruk jaaye
Aasmaan jhuk jaaye
Tera chehra jab nazar aaye
Haan tera chehra jab nazar aaye
Tu khafa ho jaaye Raat bhi ho jaaye
Din tere aanchal mein chhip jaaye
Chhup jaaye
Yaad tu jab aaye
Neend bhi le jaaye
Tera chehra jab nazar aaye
0 comments